Saturday, 16 September 2017

khamoshi

Unki wo ankahee
humari khamoshi ban gai;
aur humari wo khamoshi
unhe pasand naa aayi.

Thursday, 15 June 2017

safar

abhi toh yai paheli manzil hai,
aage ka tum kaise jaan gae?